Lyrink logo

Humera Channa - Mujh Se Pehli Si Muhabbat

Chord diagram for G
Chord diagram for D
Chord diagram for A
Chord diagram for Bm
Chord diagram for Gbm
Chord diagram for Em
Chord diagram for C
Chord diagram for Gmaj7
Chord diagram for E
      [Chorus]
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
           Bm         A           F#m          G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang

[Verse 1]
G          Em             F#m          G
main ne samjha tha kih tu hai to darakhshaan hai hayaat
G         Em            F#m         G
tera gham hai to gham-i dahr ka jhagṛa kya hai
        C             Em          Bm            G
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaaa-at
        Em             A          Bm          G
teri aankhon ke siwa dunya men rakkha kya hai-ai
        Em             A          Bm          Gmaj7
teri aankhon ke siwa dunya men rakkha kya hai-ai
          Bm         Em          F#m   G
tu jo mil jaae to taqdeer nigoon ho jaaa-ae
F#m         Bm            Em              D       E
yoon na tha main ne faqat chaaha tha yoon ho jaae Haan

[Chorus]
           Bm         A           F#m          G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang

[Verse 2]
A         Em          F#m        G
an-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
A         Em          F#m        G
an-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
         Bm                       Em
resham-o atlas-o kam-khaab men bunwaae hooe
G        Bm         A           F#m        G
ja-ba-ja bikte hooe koocha-o baazaar men jism
                      D             Em       G
khaak men lithṛe hooe khoon men nahlaae hua-aye
        C            Em           Bm        G
lauṭ jaati hai idhar ko bhi nazar kya keeja-aye
           Em            A          Bm        G
ab bhi dil-kash hai tira husn magar kya keeja-aye
           Em            A          Bm        G
ab bhi dil-kash hai tira husn magar kya keeja-aye
        Bm             Em          F#m    G
aur bhi dukh hain zamaane men muhabbat ke siwa
Bm       G            Em         D   Em      G
raahaten aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa Haan

[Chorus]
           Bm         A           F#m          G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
G                     D           A            G
mujh se pahli si muhabbat mere mahboob na maaa-ang
    

Source: https://tabs.ultimate-guitar.com/tab/humera_channa/mujh_se_pehli_si_muhabbat_chords_2564520

More songs by Humera Channa